ya rab tere karam se hai ye iltiza meri
koi khata nahi hai yahi hai khata meri
sata le jamana mujhe bebasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
sata le jamana mujhe bebasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
satale jamana mujhe bebasi me
meri begunahi pe ilzam rakh de
meri begunahi pe ilzam rakh de
jamana jo chahe mera nam rakh de
ke aata hai jeena mujhe bekasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
satale jamana mujhe bebasi me
mujhe dar nahi koi ranjo alam ka
mujhe dar nahi koi ranjo alam ka
sahe ambe aaka karam hai to gum kya
mukkadar bhi shamil rahe dusmani me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
satale jamana mujhe bebasi me
mere kamli wale ko sabki khabar hai
mere kamli wale ko sabki khabar hai
mere hale dil par bhi unki najar hai
badal denge wo gum ke aasu khushi me
badal denge wo gum ke aasu khushi me
aasu khushi me
satale jamana mujhe bebasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
sata le jamana mujhe bebasi me
Very beautiful & inspiring song! Faith in the almighty 'parwardigar' can
move mountains! Thank you very much for this wonderful upload- a great gift
for all Lata-bhakts over the globe!