yaade bachpan ki bhule se nahi jati
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
jitna me bhulana chahu utna hi tadpati
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
chain mera le jati hai yaade dard mujhe de jati hai yaade
chain mera le jati hai yaade dard mujhe de jati hai yaade
kabhi hansati hai mujhe yaade kabhi rulati hai mujhe yaade
kasme wo wade mere dil se nahi jate
kasme wo wade mere dil se nahi jate
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
ek sath hum padhane jate ek duje ko hum dil ki sunate
ek sath hum padhane jate ek duje ko hum dil ki sunate
kabhi ruth ke kabhi manate bin dekhe hum reh nahi pate
bite wo lamha fir se kyu nahi aate
bite wo lamha fir se kyu nahi aate
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
ae khuda kuchh aisa kar de bachpan fir se wapas kar de
ae khuda kuchh aisa kar de bachpan fir se wapas kar de
mil jaye hum bichhde sare pure kar de khawab humare
aankho se aansu mere ab ruk nahi pate
aankho se aansu mere ab ruk nahi pate
yaade bachpan ki bhule se nahi jati
yaade bachpan ki bhule se nahi jati