yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe
mujhko bhi tarkib sikha koi
mujhko bhi tarkib sikha koi
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe, yaar julahe
aksar tujhko dekha hai ke taaga bunte
jab koi taaga tut gaya
to aur sira koi jodke usme
aage bunne lagte ho
aksar tujhko dekha hai ke taaga bunte
jab koi taaga tut gaya
to aur sira koi jodke usme
aage bunne lagte ho
tere is taage me lekin
ek bhi gaanth girah buntar ki
dekh nahi sakta hai koi
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe
maine to ek baar buna tha ek hi rishta
maine to ek baar buna tha ek hi rishta
lekin uske saare girah saaf najar aate hai
yaar
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe
mujhko bhi tarkib sikha koi
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe
yaar julahe, yaar julahe