yaar ki gali me sarkar ki
gali me sarkar ki gali me
yaar ki gali me sarkar ki
gali me mast kalandar aye hai
chati ka dhud yaad dilane
hum diwane aye hai aye hai
doliya ka tujhko dene hum dahej laye hai
parda uthane aye hai, tujhse takrane aye hai
parda uthane aye hai, tujhse takrane aye hai
parda uthane aye hai, tujhse takrane aye hai
parda oye oye parda, parda oye oye parda
parda uthanewale bhi pardeme chupkar baithe hai
apni katil najaro pe ye hasin baithe hai
mehfil farmane ka to intajam pura hai ha ha ji pura hai
ye ghar se yaad ka hai tera nahi basera hai
tera nahi basera haiye ghar se yaad ka hai tera nahi basera hai
panchiyo ke par katarne kenchi lekar aaye hai
sine me apne aag hum toh aaj rakhkar laaye hai
parda uthane aaye hai, tujhse takrane aaye hai
parda uthane aaye hai, tujhse takrane aaye hai
o parda uthane aye hai, tujhse takrane aye hai
parda uthane aye hai, tujhse takrane aye hai
parda oye oye parda, parda oye oye parda
panchiyo ne fariyad ko ghera hai
ghera hai ghera hai ghera hai ghera hai
uske hi ghar me dala dera hai
dera hai dera hai dera hai dera hai
panchiyo ne fariyad ko ghera hai
uske hi ghar me dala dera hai
panchiyo ne fariyad ko ghera hai
uske hi ghar me dala dera hai
ankhe badi hai unki talvar
dhar tej hai rehna hoshiyar
dhar tej hai rehna hoshiyar
gardan pe teri churiya chalane hum shikari aye hai
yar ki gali me sarkar ki gali me
o tu to gudiya hai nahi jahar ki pudiya hai
o tu to rakh hai nahi ye to aag hai
o tu na pas ana tu ankh na milana
jaal ye hamne tana, tujhe hamne pehchana
teri khatiya bicha denge, tujhe uspe sula denge
tujhe mitti chata denge, teri batti bujha denge
dushamo ke hum gale me fasi lagane aye hai
panchiyon ke parr katarne kaichi hum laye hai
goliyo ka tujhko dene ham dahej laye hai
ham dahej laye hai