Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Yaar Ki Khabar Mil Gayi
3.96 - 23 votes
Amitabh BachchanDance Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Yaar Ki Khabar Mil Gayi - यार की ख़बर मिल गई
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho
hey yar ki khabar mil gayi, gayi
pyar ki najar mil gayi, gayi
dur thi bahut manjil apni, pas hi magar mil gayi
ho ho ho ho ho
yar ki khabar mil gayi, gayi
pyar ki najar mil gayi, gayi
dur thi bahut manjil apni, pas hi magar mil gayi gayi
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho

aisa hai sama ke ham dil lage thamne
jane kya payam diya hame is shyam ne
ho, aisa hai sama ke ham dil lage thamne
jane kya payam diya hame is shyam ne
bada tadpaya mera dil kisi naam ne
aya wo makam ab najaro ke samne, najro ke samne
najro ke samne
unki gali bhi hamen mil jayegi, jinki dagar mil gayi, gayi
yar ki khabar mil gayi, gayi
pyar ki najar mil gayi, gayi
dur thi bahut manjil apni, pas hi magar mil gayi gayi

ate jaate rasto me yaro se ye pucha
ek hi sawal tha hajaro se ye pucha
kaha pe wo phool hai baharo se ye pucha
kaha pe wo chand hai sitao se ye pucha
sitao se ye pucha, sitao se ye pucha
rat bhar ham jise dhundte rahe, ab wo shahar mil gayi, gayi
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho

rasta bhula na de khushi ye manjil ki
sir pe khadi hai jo ghadi hai muskil ki
rasta bhula na de khushi ye manjil ki
sir pe khadi hai jo ghadi hai muskil ki
hamse ladi hai ankh kis katil ki
hogi mulakat kab dil se dil ki
dil se dil ki, dil se dil ki
dil bhi kabhi na kabhi mil jayenge, ankh hi agar mil gayi
yar ki khabar mil gayi, gayi
pyar ki najar mil gayi, gayi
dur thi bahut manjil apni, pas hi magar mil gayi gayi
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho, ho ho ho ho
lyrics of song Yaar Ki Khabar Mil Gayi
Comments on song "Yaar Ki Khabar Mil Gayi"
pari khan on Monday, February 02, 2015
Basically in this song one of AMITAH BACHANS collegues are dead and he is
in undercover to arrest the terroists. Also Rekha gets involved with Amitah
as well. Brilliant song and AMITAH BACHAN is the best.
diamondheera on Thursday, September 13, 2012
In this film 'Ram Balram' Amitabh finds out where Dharmendra is (his yaar)
so that means dost & also Rekha who is his pyar.
txlish on Thursday, January 15, 2015
Sing it @ your own peril in DTC bus @"Unki daga bhi hame mil jayegi, jinki
gali mil gayi" -:)
txlish on Thursday, January 15, 2015
Song does not picks up its 1st word till 1:52 but takes it from there @
High pitch tone -;)
pari khan on Monday, February 02, 2015
Cannot forget AMITAH BACHAN'S grest films and others as well
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ram Balram (1980)
Amitabh Bachchan, Dharmendra, Zeenat Aman, Rekha, Ajit, Prem Chopra, Amjad Khan, Sujit Kumar, Helen, Urmila Bhatt, Utpal Dutt, Ranjan, Asit Sen, Bharat Kapoor, Lalita Kumari, Nazneen, Mohan Sherry, Subroto Mahapatra, Madhu Sharma, Shefali, MulchandAsha Bhosle, Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalVijay AnandAshok, Iqbal, Narayan, TitoRam Balram at IMDB      Ram Balram at WikipediaRam Balram at YouTube     |    Ram Balram at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type