pyar mein dilbar yaar ko sajda 
pahli najar ke pyar ko sajda sajda 
o pyar mein dilbar yaar ko sajda 
pahli najar ke pyar ko sajda
yaar yaar baje dil ke taar par 
yaar yaar baje dil ke taar par 
pyar mein dil kubaan yaar par 
zor zor hai kiske pyar par 
yaar ki kurbat mein ulfat 
ada yaar ki hai dilkash 
yaar ki kurbat mein ulfat 
ada yaar ki hai dilkash 
ab dil ki baat hotho pe yaar 
laane ko dhadkan bekraar bekraar 
bekraar bekraar 
aankhon mein yaar ki hai surat 
surat mein dikhe rab ki murat ki murat 
aankhon mein yaar ki hai surat 
surat mein dikhe rab ki murat
dil mein hai saje sapne hajar 
har sapno ko hai intzaar intzaar intzaar 
lamha lamha rangeen hua 
har manjar taja tarim hua 
lamha lamha rangeen hua 
har manjar taja tarim hua 
chhalka khushiyo ka abusar
barsi hai satrangi fuhaar 
humsafar agar ho raahon mein 
tera hath agar ho hatho mein hatho me 
humsafar agar ho raahon mein 
tera hath agar ho hatho mein 
phir kadamo ko chume bahar 
khidmat mein khilte phool yaar phool yaar phool yaar 
pyar mein dilbar yaar ko sajda 
pahli najar ke pyar ko sajda sajda 
o pyar mein dilbar yaar ko sajda 
pahli najar ke pyar ko sajda
yaar yaar baje dil ke taar par 
yaar yaar baje dil ke taar par 
pyar mein dil kubaan yaar par 
zor zor hai kiske pyar par 
