yar mera iman ve yar ibadat pooja 
yar khuda to vad ke yaro 
mere yar jiyan na koi duja 
yar sajan dildar sajan 
ho yar sajan ho o dildar sajan 
jabse dekha hai tujhe khila hai 
ho mera khila ye man 
yar sajan dildar sajan 
ho yar sajan ho o dildar sajan 
mai hu aashik tu hai dilbar 
bichadu kaise tujhse pal bhar 
tere kadam mai chum chum kar 
karu ishk ka rutba upar 
sari duniya se teri baat ajab hai 
ho sandil badan yar sajan dildar sajan 
ho yar sajan ho o dildar sajan 
jabse dekha hai tujhe khila hai 
ho mera khila ye man 
yar sajan dildar sajan 
tujhe hi jina tujhe hi mana 
tujhe hi jana tujhe hi mana 
yar tere bin pagla diwana 
mere dil me aa kar le thikana 
kya hu kyu hu ye mujhe pata na 
kab se jiyada tujhe chahu tujhe punju 
o mere bhole sajan yar sajan dildar sajan 
ho yar sajan ho o dildar sajan 
yaar sajan dildar sajan ho yar sajan dildar sajan 
ho yar sajan ho o dildar sajan yar sajan dildar sajan 

very nice song.