Lyrics of Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zingadi - यारी है ईमान मेरा यार मेरी ज़िंदगी
gar khuda mujhse kahe
gar khuda mujhse kahe kuch mang ae bande mere
main ye magu
main ye maagu mehfilo ke daur yu chalte rahe
hampeala ho, hamnwala ho, hamsafar hamraaz ho
ta qayamat ta qayamat jo chirago ki tarha jalte rahe
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
are! yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
pyar ho bando se ye, o o
pyar ho bando se ye sab se badi hai bangi
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
saaz-e-dil chhedo jaha mein, ae ae ae
saaz-e-dil chhedo jaha meinpyar ki gunje sada
saaz-e-dil chhedo jaha meinpyar ki gunje sada
jin dilo mein pyar hai unpe bahare ho fida
pyar leke noor aaya
pyar leke nor aaya pyar leke sadgi
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
are! jaan bhi jaye agar
jaan bhi jaye agar yari mein yaro gam nahi
jaan bhi jaye agar yari mein yaro gam nahi
apne hote yaar ho gamgin matalb ham nahi
ham jaha hai us jahag
ham jaha hai us jahag jhumegi nachegi khushi
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi
gul-e-guljar kyo bejar najar aata hai
gul-e-guljar kyo bejar najar aata hai
chashm-e-bad ka shikar yaar najar aata hai
chhupa na hamse, jara haal-e-dil suna de tu
teri hansi ki kimat kya hai, ye bata de tu
teri hansi ki kimat kya hai, ye bata de tu
kahe to aasma se chand-tare le aau
hansu jawan aur dilkash najare le aau
oye! oye! kurban
tera mamnun hu, tera mamnun hu tune nibhaya yarana
teri hansi hai aaj sabse bada najrana
teri hansi hai aaj sabse bada najrana
yaar hanste hi
yaar hanste hi mahfil mein jawani aa gayi, aa gayi
yaari hai! iman mera
yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi
yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi
yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi
yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi
lo sher! kurban! kurban!
What a song. Pran saab ne bhi kamaal kiya hai. BTW, is this dance based on
an authentic Afghan dance form? If so what is it called? perhaps a
person from Afghanistan or a dance expert enlighten me.