Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.20 - 5 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Yad Nahi Kya Kya Dekha Tha - याद नहीं, याद नहीं
yaad nahi, yaad nahi
yaad nahi kya kya dekha tha
yaad nahi kya kya dekha tha
sare manjar bhul gaye
yaad nahi kya kya dekha tha
sare manjar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi

khub gaye pardes, ke apne
diwaro dar bhul gaye
khub gaye pardes, ke apne
diwaro dar bhul gaye
shish mahal ne aisa ghera
mitti ke ghar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi

tujhko bhi jab apni kasme
apne vaade yaad nahi
tujhko bhi jab apni kasme
apne vaade yaad nahi
hum bhi apne khaab
teri aankho me rakhkar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi

mujhko jinhone katal kiya hai
koi unhe batlaye na ji
mujhko jinhone katal kiya hai
koi unhe batlaye na ji
meri lash ke pahlu me
wo apna khanjar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi kya kya dekha tha
sare manjar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi
yaad nahi, yaad nahi
lyrics of song Yad Nahi Kya Kya Dekha Tha
Comments on song "Yad Nahi Kya Kya Dekha Tha"
asif ibrahim on Sunday, August 10, 2014
tujhko bhi jab apne kasame apne waadein yaad nahi hum bhi apne khwaab teri
aankhon mein rakh kar bhool gaye .yaad nahi

Mujhako jinhone katl kiya hai, koyi unhe batlaaye naji -Meri mayyath ke
pehalu mein woh apana khanjar bhul gaye ...yaad nahi
aayu24 on Thursday, March 07, 2013
Ghazals are supposed to be the expressions of a layman... I do not agree
Ghulam Ali being the best, as he was too heavy to take attimes... However i
do acknoeledge your right to disagree... Jagjit to me was the far far
ahead...
kumar piyush on Saturday, July 28, 2012
if i had a wish i would have bring him back.his songs his voice were
there in our happiness and sad times..he was a true friend for everyone
Prakhar Bakoria on Saturday, May 31, 2014
Best Lines of the gazal "Mujh ko jinhone katl kiya hai, koi unhe batlaaye
naji, Meri laash ke pehalu mein woh apna khanjar bhool gaye."
asif ibrahim on Sunday, August 10, 2014
jagjith king of ghazal magic voice we miss him lotz..jag jeethnewala
sakh sangeeth ke lahoo yaad bahut aaraha ho aap
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Parwaaz (Jagjit Singh) (2004)
Jagjit Singh, Chitra SinghPrem Dhawan, Hasrat Jaipuri, Nazeer Baqri, Javed Akhtar, Traditional, Indeevar, Hasti Mal Hasti, Rajinder Nath Rehbar, Sudarshan Faakir, Kafil Azar, Nida Fazli, Kaif Bhopali, Meraj FaizabadiAnil Biswas, Shankar Jaikishan, Jagjit Singh, Kuldeep Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type