Lyrics of Yah Hasarat Thi Ke Is Duniyaa Men Bas Do Kaam Kar Jaate - यह हसरत थी के इस दुनिया में बस दो काम कर जाते
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate
tumhari yaad me jeete, tumhare gam me mar jate
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate
ye duniya dubati tufan aata is qayamat ka
ha ye duniya dubati tufan aata is qayamat ka
agar dum bhar ko aankho me meri aansu thahar jate
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate
tumhari yaad aa aakar mere nashtar chubhoti hai
tumhari yaad aa aakar mere nashtar chubhoti hai
mere nashtar chubhoti hai
magar na dil ke sare zakhm itne din me bhar jate
magar na dil ke sare zakhm itne din me bhar jate
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate
kahan tak dukh uthaye
kahan tak dukh uthaye teri furqat aur judai ke
teri furqat aur judai ke
agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj mar jate
agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj mar jate
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate
yah duniyaa dubati tufaan aataa is qayaamat kaa agar dam bhar ko aankho me
meri aansu thahar jaate tumhaari yaad aa-aakar mere nashtar chubhoti hai
magar na dil ke saare zakm itane din me bhar jaate kahaan tak dukh uthaae
teri furqat aur judaai ke agar maranaa hi thaa ek din, na kyun phir aaj mar
jaate..waaaaah