yaha bhi to nahi hai vaha bhi to nahi
kamal ho gaya re ha
yaha bhi to nahi hai vaha bhi to nahi
na jane mera dil chhota sa mera dil
nanha sa mera dil kaha kho gaya haye kamal ho gaya
yaha bhi to nahi hai vaha bhi to nahi
na jane mera dil chhota sa mera dil
nanha sa mera dil kaha kho gaya haye kaha kho gaya
dil na jane kise de diya de diya
kiska tu romiyo ban gaya ban gaya
tu meri cheverlet hai tu meri juliet hai
tu meri cheverlet hai tu meri juliet hai
tere liye to let hai dil dil dil
yaha bhi to nahi hai vaha bhi to nahi
na jane mera dil chhota sa mera dil
nanha sa mera dil kaha kho gaya haye kaha kho gaya
aye haseena jara ye bata ye bata
tune chhupaya tha ha dil mera dil mera
na meri packet me hai na meri jacket me hai
na meri packet me hai na meri jacket me hai
na meri locket me hai dil dil dil
yaha bhi to nahi hai vaha bhi to nahi
na jane mera dil chhota sa mera dil
nanha sa mera dil kaha kho gaya haye kaha kho gaya
jaha bhi honge haseen na jani ha jani
dil bhi hoga vahi ha vahi ha vahi
bada bechara hai ye pyar ka mara hai ye
bada bechara hai ye pyar ka mara hai ye
aakhir tumhara hai ye dil dil dil
yaha bhi to nahi hai vaha bhi to nahi
na jane mera dil chhota sa mera dil
nanha sa mera dil kaha kho gaya haye kaha kho gaya
Johnny Walker started his career with songs sung by Mohd. Rafi. It was then
obvious that Rafi Saab became good friends and Rafi Saab knew how Johnny
Walker would lip sync and react to his songs.