Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Dard Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Yahan Wafa Ki Kimat Na Thi - यहाँ वफ़ा की कीमत, ना थी ना है ना होगी
yahan wafa ki keemat, na thi na hain na hogi
yahan wafa ki keemat, na thi na hain na hogi
tumhein meri zururat ho
tumhein meri zururat ho, na thi na hain na hogi
na thi na hain na hogi

ye shehre zindagi hain, ke mujrimo ki basti
ye shehre zindagi hain, ke mujrimo ki basti
ye shehre zindagi hain, ke mujrimo ki basti
yahan koi adalat
yahan koi adalat, na thi na hain na hogi
na thi na hain na hogi
yahan wafa ki keemat, na thi na hain na hogi

sharaab peeke zaahid, zamee lage hain jannat
sharaab peeke zaahid, zamee lage hain jannat
sharaab peeke zaahid, zamee lage hain jannat
magar na koi jannat
magar na koi jannat, na thi na hain na hogi
na thi na hain na hogi
yahan wafa ki keemat, na thi na hain na hogi

ye kaid zindagi hain, yahan kabhi kisi ko
ye kaid zindagi hain,yahan kabhi kisi ko
ye kaid zindagi hain
yahan kabhi kisi ko
rihaai ki izaajat rihaai ki izaajat
na thi na hain na hogi
na thi na hain na hogi
yahan wafa ki keemat
na thi na hain na hogi

ye maikada hain katir ye raahaton ka ghar hain
ye maikada hain katir ye raahaton ka ghar hain
ye maikada hain katir ye raahaton ka ghar hain
yahan koi musibat
yahan koi musibat, na thi na hain na hogi
na thi na hain na hogi
yahan wafa ki keemat, na thi na hain na hogi
tumhein meri zururat ho
tumhein meri zururat ho, na thi na hain na hogi
na thi na hain na hogi
jahan wafa ki keemat, na thi na hain na hogi.
lyrics of song Yahan Wafa Ki Kimat Na Thi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Geetnuma (Pankaj Udhas) (1998)
Pankaj Udhas
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type