Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Yar Masti Me Gaa - दुनिया के सब रंगों से
duniya ke sab rango se
pyara pyar ka rang, ha rang
sare jhmele bhul ke
bhaiya ghoto bhang kya, ha bhang

ae bauba
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
dhol bajta rahe pyar sajta rahe
khile man ki bagiya kali kali
bhul ke sari chinta jhumo
dekhe duniya jali jali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali

gulgule hai gulgule bade majedar hai
gulgule hai gulgule bade majedar hai
holi ke din aayenge hum o gori
toka banane rangoli re
choli chunariya bhigoy jo humri
kis kaam ki aisi holi re
choli hai kya aur chunariya hai kya
la dega phir tujhko tera piya
sath lehanga bhi ho thoda mehanga bhi ho
warna chhod ke main to chali chali
dhol bajta rahe pyar sajta rahe
khile man ki bagiya man ki bagiya
man ki bagiya kali kali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali

hey hey
rasgulle hai rasgulle bade majedar hai
o rasgulle hai rasgulle bade majedar hai
aaj karo tum khul ke tamasha
bolo apne man ki bhasha
jhumo aur lahralo bhaiya
bahko aur bahkalo bhaiya
hosh ko tu maar de goli
karle baate bhali bhali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
dhol bajta rahe pyar sajta rahe
khile man ki bagiya man ki bagiya
man ki bagiya kali kali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali

chulbule hai chulbule bade majedar hai
chulbule hai chulbule bade majedar hai
are pyar ke aage hai ye sare saste
kya heere kya moti re
patthar ka hota ye insan yaaro
jo ye mohabbat na hoti re
ehsaan ye tumne hum par kiya
dil kaise dhadke ye samjha diya
dil se dil mil gaye
phul khil khil gaye
jinke rango par hum bali bali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
dhol bajta rahe pyar sajta rahe
khile man ki bagiya kali kali
bhul ke sari chinta jhumo
dekhe duniya jali jali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
yaar masti me gaa, taan unchi laga
aaja dhum machaye gali gali
are babua are baja na re
are naach are naach
hey hey hey hey hoye hoye hoye
lyrics of song Yar Masti Me Gaa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Hafta Bandh (1991)
Jackie Shroff, Aditya Pancholi, Varsha Usgaonkar, Shammi, Sadashiv Amrapurkar, Anand Balraj, Charan RajKumar Sanu, Amit Kumar, Asha Bhosle, Anuradha Paudwal, Sudesh BhosleJaved AkhtarBappi LahiriDeepak Balraj VijDeepak Balraj VijHafta Bandh at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type