hume humare shauk-e-junun ne
hume humare shauk-e-junun ne
ye aaj kya din dikha diya
ye aaj kya din dikha diya
hume humare shauk-e-junun ne
hume humare shauk-e-junun ne
ye aaj kya din dikha diya
ye aaj kya din dikha diya
ye hai karam humare nasib ka
ye hai karam humare nasib ka
o ye hai karam humare nasib ka
ye hai karam humare nasib ka
ye hai karam humare nasib ka
hum kya the, aur kya bana diya
hum kya the, aur kya bana diya
hume humare shauk-e-junun ne
ye aaj kya din dikha diya
ye aaj kya din dikha diya
kahan thi manjil, kahan tha jana
kahan hai aaye
kahan thi manjil, kahan tha jana
kahan hai aaye
lagi jo thokar to humne jana
kya hai zamana
hume isi jahan ke fareb ne
hume isi jahan ke fareb ne
hume isi jahan ke fareb ne
ye gunah karna sikha diya
ye gunah karna sikha diya
hume humare shauk-e-junun ne
ye aaj kya din dikha diya
ye aaj kya din dikha diya
na socha, ye na socha, bura kya hai
na jana, ye na jana, bhala kya hai
hum na jane, humse aisa kya kaam ho gaya
ye jeena ab to jaise iljaam ho gaya
wo bhi the kabhi zamane
the apne sab diwane
ab ho gaye sab begane ha begane
kya waqt ne karwat badli hai
kya waqt ne karwat badli hai
kya waqt ne karwat badli hai
yaha tamasha humko bana diya
yaha tamasha humko bana diya
hume humare shauk-e-junun ne
ye aaj kya din dikha diya
ye aaj kya din dikha diya
hume humare shauk-e-junun ne
ye aaj kya din dikha diya
ye aaj kya din dikha diya