ye badbhagan son chiriya
ye badbhagan son chiriya
udi udi daali pe aaye
apni chunu ko chuga chugaye
apne munu ko dana khilaye
mere dulare kab ghar aaye
main baithi hu aas lagaye
ye badbhagan son chiriya
hoti kahin jab main bhi chiriya
to chonch se chonch milati
ankhiyo se pani pilati main unko
hontho se khana khilati
main bhi bithati pankh pasero pe
jaise ye chidiya bithaye
mere dulare kab ghar aaye
main baithi hu aas lagaye
ye badbhagan son chiriya
putr yudhishthar se dharmi dushat
arjun se dhanu chalak hai
bheem se veer bane suput mere
nakul sahdev se balak hai
nayno ke nid me aancho ko chhero
ye nayno ke nid me aancho ko chhero
ye nis din rahte samaye
mere dulare kab ghar aaye
main baithi hu aas lagaye
ye badbhagan son chiriya
Listening for the first time with all delight and pleasure.
Thank you for nice presentation of this rare gem.