ye dilnashi najare karte hai kya ishare
ye kon parbato se chup kar mujhe pukare
ye dilnashi najare karte hai kya ishare
ye kon parbato se chup kar mujhe pukare
ban-ban me gunjati hai kiski hasi sadaye
dil ki jawa umange rah-rah ke chonk jaye
ban-ban me gunjati hai kiski hasi sadaye
dil ki jawa umange rah-rah ke chonk jaye
chupke se aake sei bathe mere sahare
ye kon parbato se chhup kar mujhe pukare
ye dilnashi najare karte hai kya ishara
ye kon parbato se chhup kar mujhe pukare
phulo ki aut le kar ye kon muskaye
pal-pal gujar rahe hai kiske badan ke saye
phulo ki aut le kar ye kon muskaye
pal-pal gujar rahe hai kiske badan ke saye
pairo ke kuch nishan hai sach much nadi kinare
ye kon parbato se chhup kar mujhe pukare
sab kuch lage afsana sab kuch lage kahani
chehre se uske chukar har subah ho suhani
sab kuch lage afsana sab kuch lage kahani
chehre se uske chukar har subah ho suhani
uski hasi churaye raato se chand tare
ye kon parbato se chhup kar mujhe pukare
ye dilnashi najare karte hai kya ishara
ye kon parbato se chhup kar mujhe pukare
This song was not coming often in Radio Ceylon or Vividh Bharati, but used to come everyday from a non-hindi channel, may be from Afganisthan. I used to listen it in Radio. After quite along years I am very happy to trace the song here. many many thanks for up loading.