ye dooriya ye dooriya ye dooriya
in raaho ki dooriya
nigaho ki dooriya
hum raho ki dooriya
fanah ho sabhi dooriya
kyu koi paas hai door hai kyu koi
jaane na koi yaha pe
aa raha paas ya door main ja raha
janu na main hu kaha pe
ye dooriya in raaho ki dooriya
nigaho ki dooriya hum raho ki dooriya
fanah ho sabhi dooriya
ye dooriya ye dooriya kabhi hua ye bhi
khali raho pe bhi tu tha mere saath
kabhi tujhe milke lauta
mera dil ye khali khali hath
ye bhi hua kabhi jaise hua abhi
tujhko sabhi mein paa liya
tera mujhe kar jaati hai dooriya
satati hai dooriya tarsati hai dooriya
fanah ho sabhi dooriya kaha bhi na maine
nahi jeena maine tu jo na mila
tujhe bhule se bhi
bola na main ye bhi chahu fasla
bas fasla rahe ban ke kasak jo kahe
ho aur chahat ye aur jawan
teri-meri mit jaani hai dooriya
begani hai dooriya hat jani dooriya
fanah ho sabhi dooriya kyu koi paas hai
door hai kyu koi jane na koi yaha pe
aa raha paas ya door mein ja raha
janu na mein hu kaha pe
ye dooriya in raaho ki dooriya
nigaho ki dooriya hum raho ki dooriya
fanah ho sabhi dooriya ye dooriyaa
ye dooriyaan ye dooriyaa