yaa ali madadgaar
ye ghadi hai kaisi aayi pal pal mein hai ruswai
ye ghadi hai kaisi aayi pal pal mein hai ruswai
nera sabkuch lut ke jag mein mujhe kahta hai harjaai
ye ghadi hai kaisi aayi pal pal mein hai ruswai
waqt ne karwat badli rabba aise dhang se
rah gaye dekhte hum yaaro yun hi khade khade
waqt ne karwat badli rabba aise dhang se
rah gaye dekhte hum yaaro yun hi khade khade
ret bhar muthi jaisi ret bhar muthi jaisi
kismat hai paai kismat hai paai
kismat hai paai kismat hai paai
itna usne roya ki sukh chuki aankhe
aisa sadma laga usey ki kho gayi aawazen
itna usne roya ki sukh chuki aankhe
inti di aawaz ke kho gayi aawazen
pyar ko apne khokar usne
pyar ko apne khokar usne
nafrat paai nafrat paai
nafrat paai nafrat paai
kaun sune kiski yaha apni hi sunaye
dil ko cheed jaye baat aisi bol jaye
kaun sune kiski yaha apni hi sunaye
dil ko cheed jaye baat aisi bol jaye
sukh hasa chhalani ne bhi
sukh hasa chhalani ne bhi
uspe muskayi uspe muskayi
uspe muskayi uspe muskayi
hoslen ho buland to sabkuch hai mumkin
irade jawaan ho jiske cheez kya mushkil
hoslen ho buland to sabkuch hai mumkin
irade jawaan ho jiske cheez kya mushkil
jisne bhi li thaan yaha
jisne bhi li thaan yaha
manzil ko payi manzil ko payi
manzil ko payi manzil ko payi