ye husn, ye ada, ye najakat to dekhiye
aji tuti hai hum pe jo wo
haye tuti hai hum pe jo, wo kayamat to dekhiye
tuti hai hum pe jo, wo kayamat to dekhiye
tuti hai hum pe jo, wo kayamat to dekhiye
tuti hai hum pe jo, wo kayamat to dekhiye
ye shokh, ye junun, ye dahshat to dekhiye
aashiq bane hai haye
aashiq bane hai, aapki surat to dekhiye
aashiq bane hai, aapki surat to dekhiye
o aashiq bane hai, aapki surat to dekhiye
aashiq bane hai, aapki surat to dekhiye
zulfo me badaliya hai, nigaho me bijaliya
baato me shokhiya hai, adao me mastiya
inki nazar ke waar se, bachna muhal hai
is husne nau bahar se, bachna muhal hai
jab chahe ye dilo ke, khazane ko lut le
ek hum hi kya hai, sare zamane ko lut le
zamane ko lut le
ye husn, ye ada, ye najakat to dekhiye
haye najakat to dekhiye
hoye najakat to dekhiye
tuti hai hum pe jo, wo kayamat to dekhiye
tuti hai hum pe jo, wo kayamat to dekhiye
omg! hearing this rare qawwali after some 4 decades.had searched for it
for years on y/t and the internet, didn't remember the movie name or its
opening line and was looking under 'aashiq bane hain...' thanks so much for
posting it!