azakat chhup nahi sakti banawat ke asulo se
ke khushbu aa nahi sakti ke khushbu aa nahi sakti
arey kagaj ke phulo se ye husnwale ye husnwale
ye husnwale bade beiman hote hai
ye husnwale bade beiman hote hai
hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
ye husnwale bade beiman hote hai
hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
ye husnwale bade beiman hote hai
hakikat chhup nahi sakti hai lab par aa hi jati hai
ye gumbad ki sada hai ye gumbad ki sada hai
lautkar takra hi jati hai ye naujawan ye naujawan
ye naujawan bade beiman hote hai
ye naujawan bade beiman hote hai
jaban lutne ko meharban hote hai
ye naujawan bade beiman hote hai
jaban lutne ko meharban hote hai
ye naujawan bade beiman hote hai
ye banke tir nishana hume banate hai
kabhi to rat me chhup chhupke milne aate hai
kabhi ye dhamkiya dekar nazar bachate hai
koi na samjha koi na jana inki adaye inka fasana
pal me bana de ye kisi ko diwana pal me kare inkar
kabhi baho me simatke kabhi sharmake lipat ke
kabhi sanso me uatrke aur kabhi shiskiya bharke
khinch lete hai ye daman jinse ban jate hai dushman
ye banke tir nishana hume banate hai
jo tir hum bane phir ye kaman hote hai
ye husnwale bade beiman hote hai
ye husnwale bade beiman hote hai
hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
ye husnwale bade beiman hote hai
gajab hai inko khuda par bhi aetbar nahi
kisi jagha bhi inhe ek pal karar nahi
ye badnasib diwane hai hoshiyar nahi
mukhde ujle man hai kale ye hai hamare dilke bhale
matlab ke hai chahne wale dekha inka pyar
phul pathar pe khilana shok hai inka purana
tujhko chahe ye zara bhi man le usko khuda bhi
or jab badle nigahe bhul jate hai ye rahe
gajab hai inko khuda par bhi aetbar nahi
ye apne saye se bhi badguman hote hai
ye naujawan bade beiman hote hai
jaban lutne ko meharban hote hai
ye naujawan bade beiman hote hai
tum humse pyar karo hum wafa kare tumse
ye jismo jaan ka rishta hai kya kahe tumse
tum hi batao ke phir dur kyu rahe tumse
hum hai suraj tum ho chanda
hum se tum ho tum se hum hai
tum wada ho hum bhi kasam hai phir kaisi takrar
phul hum hai tum ho khushbu
hum hai payal tum ho ghungaru
aish hum hai tum ho laila hir hum hai tum ho ranjha
dard hum hai tum masli ho
tum ho jalwa hum hai parda
jalwa parda jalwa jalwa parda parda parda