ye kaun thak ke so raha
ye kaun thak ke so raha hain
gulmohar ki chhav me
ye kaun ke thak ke so raha hain
gulmohar ki chhav me
ye phul hain raag hain
ye kaun ke thak ke so raha hain
gulmohar ki chhav me
jagau main kise ke phir sulag uthenge chingniya
jagau main kise ke phir sulag uthenge chingniya
garaj uthengi badliyan garaj uthengi bijliyan
garaj uthengi badliyan garaj uthengi bijliyan
thakaan khone do ise swpan pirone de ise
ye mukhliso ka taaj hain
ye desh ka suhag hain
ye kaun ke thak ke so raha hain
gulmohar ki chhav me
na ghum ae jamin tu na rang badal lo aasmaa
na ghum ae jamin tu na rang badal lo aasmaa
bhaut dino pe hain bana ke bijliyo me aashiya
bhaut dino pe hain bana ke bijliyo me aashiya
najar ise lage nahi
hawa ise chhue nahi
ye soj hain saaz hain
ye baag ka ye baag hain
ye kaun ke thak ke so raha hain
gulmohar ki chhav me
ye us safar pe hain chala khushi jaha haram hain
ye us safar pe hain chala khushi jaha haram hain
ke gam jahan mukaam hain subah jaha ki sham hain
ke gam jahan mukaam hain subah jaha ki sham hain
sunao loriya ise
pilau chandni ise
ye subah ka shabab hain
ye zindagi ka raag hain
ye kaun ke thak ke so raha hain
gulmohar ki chhav me
Filmi Gaane. Thanks for uploading beautiful songs of a forgotten film. 3-4
songs have been comming on radio ch almost once in 4-5 years and that too
in Forces Request prog of Vivdh Bharti. Movie was not a runway success as
othere movies of 1962-65 period. KEEP UP THE TEMPO as we can still relish
that period even having not seen the movie due to various reason prevailing
then. Col Sandhu