ye khoi khoi si najro me pyar kiska hai
ye dhundhte ho kise intzar kiska hai
pyar nahi chupta chupane se
pyar nahi chupta chupane se
dekh liya suna tha
dekh liya suna tha jamane se
pyar nahi chupta chupane se
pahle nahi jante the ab tumhe jan gaye
ho tumhe jan gaye bade hoshiyar ho
hum tumhe man gaye hamko bulate ho bahane se
kaise bahane se bahane se
pyar nahi chupta chupane se dekh liya suna tha
dekh liya suna tha jamane se
pyar nahi chupta chupane se
hum the bhole dhokha kha gaye
teri mithi bato me aa gaye
pyar ho jata hai aane jane se
dil lagane se dil lagane se
pyar nahi chupta chupane se
dekh liya suna tha
dekh liya suna tha jamane se
pyar nahi chupta chupane se
nayi bahar hai dil hai jawa
jhume hai aarzu nam pe jaha
aise me kaun na pyar kare
badhta hai pyar badhane se, badhane se
pyar nahi chupta chupane se
dekh liya suna tha
dekh liya suna tha jamane se
pyar nahi chupta chupane se
hame satao na bate banao na
bate banao na
najre milake yu sharmao na
raz khul jata yu sharmane se
sharmane se sharmane se
pyar nahi chupta chupane se
dekh liya suna tha
dekh liya suna tha jamane se
pyar nahi chupta chupane se
@derubala These are the intial two lines, Dee. Yeh khoyi khoyi si nazron
mein pyaar kiska hai. Yeh dhundte ho kise, intizaar kiska hai. Pyar nahin
chhupta chhupaane se. Dekh liya suna tha zamaane se.