ye kya jaane mein jana hain
ye kya jaane mein jana hain
jaate ho khafa hokar
main jab jaanu mere dil se chale jao juda hokar

qayamat tak udegi dil se uth kar khaak ankhon tak

kisi raste gaya hain hasrato ka kafila hokar
main jab jaanu mere dil se chale jao juda hokar
ye kya jaane mein jana hain
tumhi ab dard-ae-dil ke naam se ghabraye jaate ho

tumhi to dil mein shayad aaye the dard aashila hokar
main jab jaanu mere dil se chale jao juda hokar
ye kya jaane mein jana hain
yuhi hum tum ghadi bhar ko mila karte to behtar tha

ye dono waqt jaise roz milte hai juda hokar
main jab jaanu mere dil se chale jao juda hokar
ye kya jaane mein jana hain
jaate ho khafa hokar
main jab jaanu mere dil se chale jao juda hokar
ye kya jaane mein jana hain
What soul ... so much in this ghazal .. simply amazing .. Isi raste gaya
hae hasraton ka kafila ho kar . golden words in velvet voice ...