ye motar ki far far
hawao ki sar sar
ude ja rahe hai, ude ja rahe hai
maze aa rahe hai, maze aa rahe hai
maze aa rahe hai, maze aa rahe hai
magar pet bukha chaman dil ka sukha
bade besaram hai jiye ja rahe hai
bade besaram hai jiye ja rahe hai
bade besaram hai jiye ja rahe hai
jiye ja rahe hai
are bhai haye haye na kar
dunia do din ki
are bhai haye haye na kar
dunia do din ki
thandi thandi aahe na bhar
dunia do din ki
thandi thandi aahe na bhar
dunia do din ki
are bhai haye haye na kar
dunia do din ki
jab fursat ki takdir mile
aur paki pakai kheer mile
o bhaiya kheer mile
jab fursat ki takdir mile
aur paki pakai kheer mile
aaha to phir jo karna ho to kar
dunia do din ki
to phir jo karna ho to kar
dunia do din ki
thandi thandi aahe na bhar
dunia do din ki
are bhai haye haye na kar
dunia do din ki
dil se dil ko takrane do
do do chote ho jane do
ho jane do
dil se dil ko takrane do
do do chote ho jane do
bichha do dunia ki chadar
dunia do din ki
are bhai haye haye na kar
dunia do din ki
uf husn pe gusse ka aalam
ab rup-e-shikan julfe barham
julfe barham
ye nanha sa dil aur baare alam
ye nanha sa dil aur baare alam
are bhai has bhi lo dam bhar
dunia do din ki
are bhai has bhi lo dam bhar
dunia do din ki
thandi thandi aahe na bhar
dunia do din ki
are bhai haye haye na kar
Music is by Aziz Hindi with lyrics by Jan Nisar Akhtar. I have uploaded a
song by Shamshadji.