Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ye Na Thi Hamari Kismat Haye
4.50 - 32 votes
Raj Kapoor, Bela BoseGhazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Na Thi Hamari Kismat Haye - ये ना थी हमारी किस्मत हाए
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
agar aur jite rahte
agar aur jite rahte, yahi intazar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat

tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
is khushi se mar na jate
is khushi se mar na jate agar etabar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat

ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
koi chara saz hota
koi chara saz hota, koi gam gusar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat
lyrics of song Ye Na Thi Hamari Kismat Haye
Comments on song "Ye Na Thi Hamari Kismat Haye"
gopal sinha on Sunday, June 23, 2013
Ghalib ke is mashhur ghazal ko zyada khoobsurati se pesh kiya ja sakta
tha..koi mashhur adakara jinhe nachna bakhubi aata ho,unpar ise thode
behtar dhang se filmate..jyada asardar hota.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Main Nashe Mein Hoon (1959)
Raj Kapoor, Mala Sinha, Nishi, Mubarak, Dhumal, Leela Chitnis, Ramesh Kapoor, Helen, Maruti, Dinshaw, Nasir Hussain, Jamal, Mahendra, Keshav, Jagdish Sethi, Dilip, Ali Razak, Jai Kumar, Shrivasatava, Sudesh Kumar, Afzal, PoornimaLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Usha MangeshkarHasrat Jaipuri, ShailendraDattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalNaresh SaigalMain Nashe Mein Hoon at IMDB      Main Nashe Mein Hoon at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type