Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Unche Mahal Suhane Sab Janta Ka Hai - ये ऊँचे महल सुहाने सब जनता का है
ye unche mahal suhane sab janta ka hai
ye unche mahal suhane sab janta ka hai
ye rupiye paise aane sab janta ka hai
ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai
ye pehle tha tumhara lekin ab janta ka hai
ye pehle tha tumhra lekin ab janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai
ye rupiye paise aane sab janta ka hai
ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye ab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
ye unche mahal suhane sab janta ka hai

shaku kesi ye aaj kal ki reet hai kale bazar wali
nitu andar bhara godam hai magar bahar dukan khali
shaku kesi ye aaj kal ki reet hai kale bazar wali
nitu andar bhara godam hai magar bahar dukan khali
bacha jo line me lag raha vo budda ho ke palat raha
gehu chawal hera feri ka kaam dikhaye sab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
ye unche mahal suhane sab janta ka hai

bhagwan hum agar isi tarah apni murad paaye
halve mithayi ka sada tumhe parsad hum chadayen
bhagwan hum agar isi tarah apni murad paye
halve mithayi ka sada tumhe parsad hum chadaye
par kab tak yun hi khade rahe hum kya bahar hi ade rahe
hey pandit ji tum gher ke jisko bethe ho vo rab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
ye unche mahal suhane sab janta ka hai

dekho re is tarah saji bani jati hai kiski doli
kis aan ban se ye ja rahi baratiyon ki toli
dekho re is tarah saji bani jati hai kiski doli
kis aan ban se ye ja rahi baratiyo ki toli
arman hai main saju kabhi pyari si dulhan banu kabhi
sun o pagli mat bhul nibhana humko bhi kartav janta ka hai
fir shadi bhi kar lenge jab ye hak janta ka hai
fir shadi bhi kar lenge jab ye hak janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai
ye rupiye paise aane sab janta ka hai
ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai
lyrics of song Ye Unche Mahal Suhane Sab Janta Ka Hai
Comments on song "Ye Unche Mahal Suhane Sab Janta Ka Hai"
Oz X on Monday, October 01, 2012
Parvarish means to bring up or raise. like the two boys in this film are
raised by the cop. even though one of them isnt his own.
SUMAN RAI on Tuesday, September 07, 2010
kya acting ha dosto
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Parvarish (1977)
Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Neetu Singh, Shabana Azmi, Shammi Kapoor, Amjad Khan, Kader Khan, Indrani Mukherjee, Tom Alter, Moolchand, Dev Kumar, Heena Kausar, Master Ratan, Master Tito, Chand Usmani, Viju Khote, Shaikh, Bhushan Tiwari, Yusuf, Dilip, MeenaAmit Kumar, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shailendra Singh, Usha MangeshkarMajrooh SultanpuriLaxmikant Kudalkar, PyarelalManmohan DesaiA A NadiadwalaParvarish at IMDB      Parvarish at WikipediaParvarish at YouTube     |    Parvarish at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type