tum hame chaho ya naa chaho ye preet naa hogi kam
ye preet naa hogi kam
jal kal kar is aag mein umar bhar intjaar karenge ham
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam
tum hame chaho ya na chaho
muhabbat tabahi ke siva kuch bhi nahi
rok lo in badhte huye kadamo ko
main bahak na jaau kahi
soyi hui in hasrato ko kyu jagaya tumne
viran tha mera dil kyo isme ghar basaya tumne
tum hame chaho ya na chaho ye preet na hogi ham
ye preet naa hogi kam
jal kal kar is aag mein umar bhar intjaar karenge ham
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam
tum hame chaho ya na chaho
shayad kuch kami thi ham mein tum gairo ke ho gaye
mahal banaye jo sapno ke jane kaha sab kho gaye
ab wo sawan aaye na aaye umar bhar inthar karenge ham
ye preet naa hogi kam ye preet naa hogi kam
tum hame chaho ya na chaho
tum hame chaho ya na chaho ye preet naa hogi kam
ye preet naa hogi kam tum hame chaho ya na chaho
mana ki muhabbat ki rahe kathin hai
in raho mein takkiya ki takkiya hai
kaise gawara karu ki dil ho aur dhadkan mein tun nahi
koi gam nahi pyar karna jurm hai to jurm sahi
hame saja de chahe jamana jurm ye bar bar karenge ham
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam
tum hame chaho ya na chaho
preet nadani aur hawas ke siwa kuch bhi nahi
andha hota hai pyar iski to aankh hi nahi
dekh dekh hajaro bah jate hai is baad mein
pret ek khunsurt bhul ke siwa kuch bhi nahi
khubsurat khwabo ko hakikat na samjh bhole sanam
ye tut jayenge to jindgi bhar tujhe na chhodenge ye gam
tum hame chaho ya na chaho ye preet na hogi kam
ye preet na hogi kam tum hame chaho ya na chaho
intjar mein tere fana ho gaye to gam nahi
muhabbat teri na mile nafart hi mile to ham nahi
aansu bhi mere dua denge tujhko mere sanam
jkhmo ko tere laga kar sine se ji lenge ham
ab to natija kuch bhi nikale tum se pyar tum se pyar
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam
tum hame chaho ya na chaho
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam
ye preet naa hogi kam ye preet na hogi kam