kaisi bechaini kyun ye dil hai bekrar
sanso mein khushbu aankho mein nasha hai yar
sine mein jo dard hai vo kiski amanat hai
aankhe bhi kyun nam hai jab dil mein itni chahat hai
ye pyar nahi to kaya hai jana kya tumako samjhana
ye dil ki baato ka hai tarana kaya tumane na jana
nas nas mein doude ye fasana na tumane pahachana
kar diya hai dil ko diwana kya tumko batlana
kaya tumaki batlana
sath nahi hai tu par tera ahsas hai java
man me chhavi teri ab to aa ja na tadapa
sulagi sulagi sanse meri ye tera intajar
bolo ye pyar nahi to kaya hai ab kar lo tum ikrar
ye pyar nahi to kaya hai jana kya tumako samjhana
ye dil ki baato ka hai tarana kaya tumane na jana
nas nas mein doude ye fasana na tumane pahachana
kar diya hai dil ko diwana kya tumko batlana
kaya tumaki batlana
ye pyar nahi to kaya hai jana kya tumako samjhana
man ki uljhi uljhi baate juba tak na aai
samjhi na mai anjani pyar se thi mai begani