Lyrics of Ye Rahi Meri Jawani Koi Aankh To Uthaye - ये रही मेरी जवानी कोई आँख तो उठाये
pada tumhara kabhi bijliyo se kam nahi
jala ke khakh na kar du ho mera naam nahi
jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
ye rahi meri jawani jawani
ye rahi meri jawani koi aankh to uthaye
ye rahi meri jawani koi aankh to uthaye
ye rahi meri jawani
ho wo hansi ada kaha hai mere hosh jo udaye
wo hansi ada kaha hai mere hosh jo udaye
na karo garur itna itna
na karo garur itna kahi bat badh na jaye
na karo garur itna kahi bat badh na jaye
ye rahi meri jawani
mai hu kitni khubsurat o ho
mai hu kitni khubsurat nahi kahne ki jarurat
kaise kaise mere diwane tauba tauba
mujhse kya khud se bhi begane taub tauba
mai hu kitni khubsurat nahi kahne ki jarurat
mujhe dekhne se pehle zara dil ko apne kurad
koi hai jo aage badke badke
koi hai jo aage badke tumhe aaina dikhaye
ye rahi meri jawani koi aankh to uthaye
ye rahi meri jawani
tum hasin ho to hogi ha
tum hasin ho to hogi nahi mai bhi kam kisi se
tu fareb kha na jana kahi meri sadgi se sadgi se
maze aaj le raha hu mai tumhari berukhi se
mera dil dub dub aaye aaye
mera dil dub dub aaye ye garur tut jaye
na karo garur itna kahi bat bad na jaye
ye rahi meri jawani
tum lutere ho magar bas chalega na idhar
phul nahi milte naye kanto pe hi kar lu basar
aaj kanto pe sahi kal phul bhi barsaogi
mai jaha tumko bulaunga chali aaogi
jao tum jaise nazar baz bahut dekhe hai
ye garur aur ye andaz bahut dekhe hai
jab na honge kahi ek roz bhi didar mere
kache dhage se bandhe aayenge sarkar mere
dil ke bahlane ko bhane de khayal achha hai
hum mare jate hai tum kahte ho haal
achha hai na karo garur itna itna
na karo garur itna kahi bat bad na jaye
na karo garur itna kahi bat bad na jaye
jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
ye rahi meri jawani jawani
ye rahi meri jawani koi aankh to uthaye
ye rahi meri jawani koi aankh to uthaye
ye rahi meri jawani
Thanks Very nice song, I have seen full movie also, Thank you very much
once again. Please upload other movies starring Sulakshna Pandit, Phansi
1977 & Goraa 1987.