ye tabla kahe
ye tabla kahe dhik hai dhik hai saarangi kahe kinko kinko

manjira hath utha ke kehta hai inko inko

ye tabla kahe dhik hai dhik hai
bhagwan tera teri mehnat hai mandir tera saara bharat hai
jita rahe roshan ho naam tera bade bade kaam kare lal mera
kam se jo bhage anzam se jo bhage daya ki bhikh mange unko
ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko
manjira hath utha ke kehta hai inko inko
ye tabla kahe dhik hai dhik hai
tu mera hi nahi sabka apna hai tu aanewale kal ka sapna hai
gum kaisa tu mann ka mauji hai seema ka nanha sa fauji hai
peeth jo dikhaye maidan chhod jaye jo desh ko lazaye unko
unko kya bolo
ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko
manjira hath utha ke kehta hai inko inko
ye tabla kahe dhik hai dhik hai
mere nanhe nanhe phul maa ko mat jaana tu bhul
tu hai, tu hai gandhi ka hakdar tu hai nehru ka avtar
desh ko aur sawaar aur bhi rup nikhaar
desh ki jo khaye videshi geet gaye
imaan ko dubaye unko unko kya bolo
ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko
ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko
manjira hath utha ke kahta hai inko inko
ye tabla kahe dhik hai dhik hai