ye zami, ye gagan, ye jahan
yu laga ke aaj milke ek ho gaye
ye zami, ye gagan, ye jahan
yu laga ke aaj milke ek ho gaye
khushboo liye aayi pawan baanwari
mehka gayi saari fiza
devo ne bhi dekha nahin prem ke
rasiyon ka ye amar milan
meera ne bhi yaha par
pyaala vish ka peeya tha
ye to chahat ki reet thi
usne apne kishan ko
saara jeevan diya tha
ye to jogan ki preet thi
khushboo liye aayi pawan baanwari
mehka gayi saari fiza
devo ne bhi dekha nahin prem ke
rasiyon ka ye amar milan
kaata usko chubha thaa
raja ghar ghar phira thaa
uski aankhon mein ruchi
milna mushkil bada tha
bairi saare jag se laga thaa
saari duniya pe be peer thi
khushboo liye aayi pawan baanwari
mehka gayi saari fiza
devo ne bhi dekha nahin prem ke
rasiyon ka ye amar milan
ye zami, ye gagan, ye jahan
yu laga ke aaj milke ek ho gaye
ye zami, ye gagan, ye jahan
yu laga ke aaj milke ek ho gaye
khushboo liye aayi pawan baanwari
mehka gayi saari fiza
devo ne bhi dekha nahin prem ke
rasiyon ka ye amar milan