ye chand kahi chup jaye na fir ankho me ise chhupana hai

ye husan jo fir se dekh rahi wo nazre nahi nazrana hai
hum dil ke nazro ke kayal inse sabkuch dikh jana hai
jab ye nazre takrati hai in nazro pe mit jana hai
dekho kuch jadu chhane laga mausam fir se muskana hai
khushiyo ke sawan fir barse ji bhrke bhingte jana hai

ek aag se aag bujhani hai sawan to sirf bahana hai
hum dil ke nazro ke kayal inse sabkuch dikh jana hai
ye husan jo fir se dekh rahi wo nazre nahi nazrana hai
ab hosh kaha madhoshi hai in baho me kho jana hai
hum tere pyar me pagal hai fulo pe likha fasana hai

yaado ka lehrata anchal wado se ab bhar jana hai