ye deewano ki mehfil hai yahan deewane aate hai
jinhe hai shokh jalne ka wahi parwane aate hai

ijajat humko deta kaun hai yaha dil lagane ki
ki hum to chij hai bas diljalo ke dil bahlane ki

jo aate hai yaha wo apna dil bahlane aate hai
jo aate hai yaha wo apna dil bahlane aate hai
ye deewano ki mehfil hai yahan deewane aate hai
jinhe hai shokh jalne ka wahi parwane aate hai
jinhe hai shokh jalne ka wahi parwane aate hai
ye deewano ki mehfil hai
wo duniya jo hamare husn ke yahan geet gaati hai
kisi se dil lagae to wahi aankhe dikhati hai

wo nada hai jo in deewaro se takraane aate hai

jo in galiyo me aate hai kaha wapas wo jaate hai
jo is pinjare ke panchhi hai yahi wo fadfdate hai
yakin hai mujhko ek din rasmo ki deewar tuttegi
jo bulbul kaid me hai dekhna ek roj chhutegi

kuch aise bhi hai jo in rasmo se takraane aate hai