thodi si betabi hai thoda sa surur hai
khoya khoya rahta hai dil ka kusur hai
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
palko ke saye saye koi parchai aye
khwabo khayalo me hai chehre jiska
kise bataun kaisi ye tanhai hai
dil ki hai halat aisi ayi ayi o tanha tanha
lamha lamha jeete hai yun duniya me ham to
ye dil deewana hai ab kya iska karna
aisa kon zamane me jo pyar bina rah paye
koi to izhar kare yaha koi chup rah jaye
yaar pyar ki chahat hai jo sabko hi sataye
sari sari raat jagaye chain kahi naa aaye
thodi der ki yari hai ye sun le sun le
thodi der ki yari hai bolo
thodi der ki yari hai fir se bolo
dil ki duniya me dekho mach gaya shor re
is bahane aaja chale kahi aur
duniya hai dilwalo ki aashiki ka daur hai
mahka mahka hai aalam ayi ayi o tanha tanha
lamha lamha jeete hai yun duniya me ham to
thodi si betabi hai thoda sa surur hai
khoya khoya rahta hai dil ka kusur hai
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
palko ke saye saye koi parchai aye
khwabo khayalo me hai chehre jiska
kise bataun kaisi ye tanhai hai
dil ki halat aisi ayi ayi o tanha tanha
lamha lamha jeete hai yun duniya me ham to
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna
ye dil deewana hai ab kya iska karna