main singapur se aayi hoon
apni mast aankhon ka chalkta jaam layi hu
aapke liye ulfat ka paigam layi hu
yeh duniya ek maikhana hai
yaha lakhon pinewale aate hai
koyi jaam se pita hai
koyi aankhon se pita hai
par tu arey tu, tu kise se piyega sharabi
yeh duniya ek maikhana hai
chalakate ubalte yeh sagar
yeh bunde rasili rasili
thirakati jhapakati yeh palake
yeh aankhein nashili nashili
oye oye oye
chalakate ubalte yeh sagar
yeh bunde rasili rasili
thirkati jhapkati yeh palake
yeh aankhe nashili nashili
aur aankho me dore gulabi
aur aankho me dore gulabi
ab tu hey tu, tu kise se piyega sharabi
yeh duniya ek maikhana hai
jawa dil ko rakhe humesha
bas ek jaam nichi najar ka
jo pite hai in sagaro ki
nasha unaka hai raat bhar ka
jawa dil ko rakhe humesha
bas ek jaam nichi najar ka
jo pite hai in sagaro ki
nasha unaka hai raat bhar ka
sada ki tabahi kharabi
sada ki tabahi kharabi
ab tu hey tu, tu kise se piyega sharabi
yeh duniya ek maikhana hai
machalati hai jo sagaro me
woh masti to bas naam ki hai
magar jo in aankhon se barase
yahi asli me kaam ki hai
oye oye oye
machalati hai jo sagaro me
woh masti to bas naam ki hai
magar jo in aankhon se barase
yahi asli me kaam ki hai
isi me teri kamyabi isi me teri kamyabi
ab tu he tu, tu kise se piyega sharabi
yeh duniya ek maikhaana hai
yaha lakho pinewale aate hai
koyi jaam se pita hai
koyi aankhon se pita hai
par tu arey tu tu kise se piyega sharabi
yeh duniya ek maikhana hai