ye jaha jalta raha hum dekhate rahe
apni apni rotiya hum se kate nahi
majaboor se nakam se munh mod ke anjam se
besharmi si ye zindagi kuchh door jee liye
yahi ant ki shuruwat hai ye raat bhi khairat hai
tere us jannat ka hum to janaja le chale
is baar ki barsato mein tu apne unhi hatho se
phir naya ek jaha sochale
jhuth ka hum samna kare sachchai se
har bure ka khatma kare achchai se
ye bate bas yunhi bate rahi
aur hum yunhi gate rahe
ab waqt bhi kuchh waqt ke kiye mohtaj hai
yahi ant ki shuruwat hai ye raat bhi khairat hai
tere us jannat ka hum to janaja le chale
is baar ki barsato mein tu apne unhi hatho se
phir naya ek jaha sochale
majaboor se nakam se munh mod ke anjam se
besharmi si jindagi kuch door ji liye
yahi ant ki shuruwat hai ye raat bhi khairat hai
tere us jannat ka hum to janaja le chale
is baar ki barasato mein tu apne unhi hatho se
phir naya ek jahan sochale
yahi aant ki shuruwat hai ye raat bhi khairat hai
tere usa jannat ka hum to janaja le chale
is baar ki barasato mein tu apne unhi hatho se
phir naya ek jaha sochale
ye ant ki shuruwat hai din ke liye hi raat hai
tere is jannat ko sajane hum chale