Video of this song from youtube
Lyrics of Yeh Khamoshiya Yeh Tanhaayiya - ये ख़ामोशियाँ ये तन्हाईयाँ
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
ye hai barf ke dher ya sangemarmar
bana le na kyo apni jannat yaha
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

ye unche pahado ke magrur saye
ye kahate hai unko najar to milaye
ye kahate hai unko najar to milaye
farishte bhi hai is jagah bejuban
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

na parda hai koyi, na hai koyi chilman
jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan
jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan
kadam chhod te ja rahe hai nishan
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya, ye khamoshiya ye tanhaiya
lyrics of song Yeh Khamoshiya Yeh Tanhaayiya
Comments on song "Yeh Khamoshiya Yeh Tanhaayiya"
RealMusicKing on Sunday, October 17, 2010
"The" song "yeh raaste hain pyar ke" not "this" song was taken from "the breeze and I". Time to pull out from the pouch..Mayate.
RealMusicKing on Friday, July 09, 2010
Hello Yuan. TY. The song from this film "Yeh Raaste Hain Pyar Ke" was copied from a western song "The Breeze and I".
gopal sinha on Saturday, April 19, 2014
कहना कठिन है नायिका- लीला नायडु- ज्यादा सुंदर हैं या उन पर फिल्माया गया यह
गाना ! दोनों बेहद खूबसूरत हैं !. दीप्ति नवल जी को अपनों में पा कर अत्यंत
खुशी हुई..वे एक संवेदनशील अभिनेत्री हैं और मेरी प्रिय हैं...!
jasbongy on Saturday, July 23, 2011
Beautiful song ,sung brilliantly by Asha Ji & Rafi Ji. Leela Naydu looks
gorgeous. Thanks Yuan Ji. You ALWAYS have great selection for Golden Era
gems. Thumbs Up.W.R. Sarla. Thanks @KHAN1561 Ji. Khan Bhai for sharing &
dedicating this beautiful Song/Video to your Didi. Thanks for your
affection.I love this song. Leela Naydu once was guest in my college. She
looked awesome. Bless you. Didi.
muhammad kamran on Saturday, January 10, 2015
The song simply transcended me to another world ;Where I cannot
say.Rendition of Rafi again at its Zenith.Revi and Asha and rafi an
excellent combination.All except Asha are gone. Rafi sb ko dunya se gaay
hooey 34 baras ho gaya hain but un ki jagga kohi nahi lay sakta hai (try
it)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Sunil Dutt, Leela Naidu, Rehman, Ashok Kumar, Motilal, Shashikala, Farida Jalal, Hari Shivdasani, ManmohanAsha Bhosle, Mohammed RafiRajendra KrishanRaviR K NayyarYeh Rastey Hain Pyar Ke at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type