Lyrics of Ye Khwab Sa Dekha Tha Bas Jane Wafa Tum Ho - ये ख्वाब सा देखा था बस जाने वफ़ा तुम हो
yeh khwab sa dekha tha
bas janewafa tum ho
yeh khwab sa dekha tha
bas janewafa tum ho
hum jaage to ye jana
jeene ki saja tum ho
jeene ki saja tum ho
araman bhare dil ko
araman bhare dil ko
ek zahar pilaya hai
ek zahar pilaya hai
wo saaz ho tum jisne
nagmo ko rulaya hai
nagmo ko rulaya hai
ab tum hi zara socho
kya iske siwa tum ho
ab tum hi zara socho
kya iske siwa tum ho
hum jaage to ye jana
jeene ki saja tum ho
jeene ki saja tum ho
tum pyasi nigaho ki
kya pyas bujhaogi
tum pyasi nigaho ki
kya pyas bujhaogi
kuch dard siwa hoga
jab samne aaogi
bejaan baharo ki
berang fiza tum ho
bejaan baharo ki
berang fiza tum ho
hum jaage to ye jana
jeene ki saja tum ho
jeene ki saja tum ho
jis haal me hain humko
us haal me rehne do
jis haal me hain humko
us haal me rehne do
ashqo ki juban se tum
itna hume kehne do
jo ruh ko jhulsa de
wo garm hawa tum ho
jo ruh ko jhulsa de
wo garm hawa tum ho
yeh khwab sa dekha tha
bas janewafa tum ho
hum jaage to ye jana
jeene ki saja tum ho
Naqsh Lyllpuri never surfaced till he was taken by Madan Mohan in film "Dil Ki Rahein" where he wrote "Rasm-e-Ulfat Ko Nibhayein, To Nibhayein Kaise". One of Madan Mohan's "Premium " compositions.