girawi rakh liya dhanwaalo ne, tujhe bhi kya bhagwan
mile sabko tere darshan, dhanwaan ho ya nirdhan
ye mandir hain bhagwan ka, ye murat hain bhagwan ki

dukaan nahi insaan ki, jaagir nahi dhanwaan ki
ye mandir hain bhagwan ka, ye murat hain bhagwan ki
pooja pe ye kyu bandhan, mile sabko tere darshan

koi dharm ho kaam ho koi, sab tujhko pyaare ek jaise

koi bada ho ya ho chhota, tere liya saare ek jaise
tere dwaar pe bhi logo ne, daale hian daulat ke taale
bin darsn jo piya na paani, jaaye kaha wo bhakt niraale
jaaye kaha wo bhakt niraale
pooja pe ye kyu bandhan, mile sabko tere darshan
pooja pe ye kyu bandhan, mile sabko tere darshan
suraj chaand samay pe nikale, aate hain din raat samay par

kartaa ka ye niyam atala hain, hoti hain har baat samay par
duniyaa waalo ke aage kya, teri shakti jhuk jaayegi
ek darshk nahi aaya to kya, teri aarti ruk jaayegi
teri aarti ruk jaayegi
pooja pe ye kyu bandhan, mile sabko tere darshan
pooja pe ye kyu bandhan, mile sabko tere darshan
ye mandir hain bhagwan ka, ye murat hain bhagwan ki
dukaan nahi inshan ki, jaagir nahi dhanwaan ki