ye mausam yuhi aata jata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
gungunaata rahe geet gaata rahe
gungunaata rahe geet gaata rahe
jawaa dhadakano ki
jawaa dhadakano ki kahaani sunaata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
raah chalte huye aise do dil mile
jis tarah ek musaafir ko manjil mile
raah chalte huye aise do dil mile
jis tarah ek musaafir ko manjil mile
aankho aankho me ikaraar hone laga
aankho aankho me ikaraar hone laga
pyaar hone laga pyaar hone laga
pyaar hone laga pyaar hone laga
ye khula aasma ye suhaana samaa
jawaa dhadakano ki
jawaa dhadakano ki kahaani sunaata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
muskuraati rahe ye hasin waadiya
jhuk ke milta hai parwat jamin se yaha
muskuraati rahe ye hasin waadiya
bahate paani me jab tak rawaani rahe
bahate paani me jab tak rawaani rahe
jindagaani rahe jindagaani rahe
jindagaani rahe jindagaani rahe
hoke dil ki jubaan har najaara yaha
jawaa dhadakano ki
jawaa dhadakano ki kahaani sunaata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
gungunaata rahe geet gaata rahe
gungunaata rahe geet gaata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe
ye mausam yuhi aata jata rahe