Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 9 votes
Uttar Kumar, Raju Maan, Lovely Joshi, Urmila Sharma, Manoj Bakshi
Video of this song from youtube
Lyrics of Yeh Mujhe Kya Hua - ये मुझे क्या हुआ
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
jiska ehsaas hai, vo bada khaas hai
jiska ehsaas hai, vo bada khaas hai
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
jiska ehsaas hai, vo badi khaas hai
jiska ehsaas hai, vo badi khaas hai
kisi par hun main mar mita
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye khula aasma mastiya la raha
dil ki umango se saat rango se
dekho saji vaadiyaan
chaaro lehro pe, sang hawa ke udu
na jor khud pe hai
rab mera tujhme hai
tujhse hi mera jahan
baat ek maan le, hath tu thaam le
haa baat ek maan le, hath tu thaam le
mujhko apne tu dil me basa
mujhko apne tu dil me basa
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

tumne jeeta hai dil, tha jo bada mushkil
ab dur jaana na, mujhme sama jana
dil me utha hai tufaan
ek ghar le bana, apni duniya basa
phulo se pyaari ho, sabse nyaari ho
sapne ho jisme jawa
khwaaish maan le, aa fir jaan le
khwaaish maan le, aa fir jaan le
kar de puri meri ye duaa
kar de puri meri ye duaa
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

main to nadaan tha, tumse anjaan tha
jana tumhe jabse, mana tumhe tab se
hoti hai kya dilruba
mit gaye faasle, jo the yun darmiyaan
lagne laga mujhko, paake ye dil tujhko
bekaabu hone laga
bin kahe jaan le ab to pehchaan le
bin kahe jaan le ab to pehchaan le
kar rahi hai nazar jo bayan
kar rahi hai nazar jo bayan
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida
lyrics of song Yeh Mujhe Kya Hua
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Dear Vs Bear (2014)
Uttar Kumar, Lovely Joshi, Manoj Bakshi, Raju Maan, Urmila SharmaUdit Narayan, Alka Yagnik, Pamela Jain, Kumar Raj, Anuja, AkshyaDeepak NoorA. R. SaxenaSanjeev VedwanNaresh Kataria
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type