Lyrics of Ye Naina Ye Kajal Ye Zulfen Ye Aanchal - ये नैना ये काजल ये ज़ुल्फ़ें ये आँचल
ye naina ye kajal ye zulfen ye aanchal
ye naina ye kajal ye zulfen ye aanchal
khubsurat si ho tum ghazal
kabhi dil ho, kabhi dhadkan
kabhi shola, kabhi shabnam
tum hi ho tum, mere hamdam
ye nainaa ye kajal ye zulfen ye aanchal
khubsurat si ho tum ghazal
kabhi dil ho, kabhi dhadkan
kabhi sholaa, kabhi shabnam
tum hi ho tum, mere hamdam
zindagi tum meri, meri tum zindagi
meri aankhon se dekho, meri nazron se jano
meri aankhon se dekho, meri nazron se jano
tum mala ham moti, ham deepak tum jyoti
ye nainaa ye kaajal ye zulfen ye aanchal
khubsurat si ho tum ghazal
kabhi dil ho, kabhi dhadkan
kabhi shola, kabhi shabnam
tum hi ho tum, mere hamdam
sapno ka panghat ho, aasha ka jhurmut ho
sapno ka panghat ho, aasha ka jhurmut ho
tum nadiya ham dhara, tum chanda ham tara
ye naina ye kajal ye zulfen ye aanchal
khubsurat si ho tum ghazal
kabhi dil ho, kabhi dhadkan
kabhi shola, kabhi shabnam
tum hi ho tum, mere hamdam
meri sanso se puchho, meri aaho ko samjho
meri sanso se puchho, meri aaho ko samjho
tum pooja ham pujari, tum kismat ham juari
ye naina ye kajal ye zulfe ye aanchal
khubsurat si ho tum ghazal
kabhi dil ho, kabhi dhadkan
kabhi sholaa, kabhi shabnam
tum hi ho tum, mere hamdam
zindagi tum meri, meri tum zindagi
This is one of my fav songs. I too know the joy one can get by just humming Kishorda's (and Panchamda's) songs. I must say you have done it well. Keep it up buddy.