Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Saali Zindagi (Female) - ये साली जिन्दगी
meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
tujhse karu wafa ya khud se karu
meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
sang tere marun ya jiyu apna junun
sachche jhuthe wado se hona hai kya
ham ko nahi pata hai jab kal hoga kya
jindagi pe tera mera kisi ka na jor hai
ham sochate hai kuch wo sali sochti kuch aur hai
ye jindgi ye sali jindgi

ham chahte yaha hai sali jati kahi aur hai
lamhe aur lamho ke bich ye tedhe medhe mod hai
ye jindagi ye sali jindagi
meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
tujhse karu wafa ya khud se karu
fir ek raat hua ittefak
main thi tere saath pahlu mein soyi
khoya khoya sath khwabo wali raat
bani fir yaad pahlo mein khoyi si jagi
subah ko jindagi nayi si mili
jindagi pe tera mera kisi ka na jor hai
ham sochate hai kuch wo sali sochti kuch aur hai
ye jindgi ye sali jindgi

ham chahte yaha hai sali jati kahi aur hai
lamhe aur lamho ke bich ye tedhe medhe mod hai
ye jindagi ye sali jindagi
meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan tu ye bata tu ye bata
tujhse karu wafa ya khud se karu
o sachche jhuthe waado se hona hai kya
hamko nahi pata hai jab kal hoga kya
meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bta
tujhse karu wafa ya khud se karu meri jaan meri jaan
meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu
lyrics of song Ye Saali Zindagi (Female)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Yeh Saali Zindagi (2011)
Arunoday Singh, Chitrangda Singh, Irrfan Khan, Aditi Rao Hydari, Saurabh Shukla, Sushant Singh, Vipin Sharma, Yashpal Sharma, Prashant Narayanan, Vipul GuptaSunidhi Chauhan, Kunal Ganjawala, Shilpa Rao, Sukhwinder Singh, Javed Ali, Abhishek Ray, Chitrangda Singh, Jasleen MadharuSwanand Kirkire, ManvendraNishat Khan, Abhishek RaySudhir MishraPrakash JhaYeh Saali Zindagi at IMDB      Yeh Saali Zindagi at WikipediaYeh Saali Zindagi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type