bade naseeb se hum log ye mauka paye hai
ke aap jaise log yaha tasreef laye hain
haan tut jaata ye dil agar aap na aate
fir hakikat kisi ki hum kisko sunate
wah wah
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ik baat jehan mein aai hai
apne logo ki sachai hai
wo baat suni sunai hai
chup rehne mein hi bhalai hai
chup rehne mein hi bhalai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
yaad na aaye kya wo mohaala
hatha gaddi aur wo thela
oo tumhe mubarak ho ji thela
hamse na tum karo jhamela
raddi plastic ki dunia
loha petal ki dunia
iske aage ki socho rahenge
khush hum na munia
are chappa chappa puch raha
hai aakhir apna bhai kaha hai
are off karo na mood hamara
are off karo na mood hamara
yahaan pe dekho shaam jamaa hai
kaho kaisi hamne sunai hai
chup rehne mein hi bhalai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
duniya ab bhi wahi hamari
galiyon main aur kuchon main
tute phute phate purane
samanoon ki shakloon main
har ghar se jab kare ikattha
tab kahin chulhe jalte hain
nakaaran saman bhala kahan naseeb badalte hain
hairat har dil par chai hai
kallu ne kya kismat payi hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
sach khud hi bata do tum
apni kher manao tum
hum sabko bata denge
hum tumko saja denge
sach se kyun ghabrate ho
kyun shamat apni bulate ho
haqiqat kehdo sabhi se
are niklo patli gali se
had kyun itne khafa ho
band karo muh dafa ho
ho bekaar ki rat yeh lagai hai
chup rehne main hi bhalai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai
ye sham gajab ki aai hai
mehfil pe jawani chai hai