dekhta hai kya tu band aankho se
dil ki tujhe kya pata
ke paise ke yaar yaha par sabhi
jal jaayega tutega tera dil
yaha par tu samjha nahi
ke bikta hai saala
pyaar yaha par sahi
ye zindagi hai samjhe na koi
ye zindagi hai samjhe na koi
ye zindagi hai kaisi paheli
dhundhta hai kya
is berang duniya mein rango
har chehra yaha
hai dhokha fir se puraana wohi
jo hai tera kal hai
kisi aur ka bhai ye tu samjha nahi
ki bikta hai saala
pyaar yaha par sahi
ye zindagi hai samjhe na koi
ye zindagi hai samjhe na koi
ye zindagi hai kaisi paheli
kaisi deewano ki bheed hai
sabke sab dil ke fakeer
paise ke peer yaha pe sab
tu kya na samjha kabir
dil ke fakeer
hai saale dil ke fakeer yaha par
paise ke peer yaha pe sab
tu kya na samjha kabir
ye zindagi hai samjhe na koi
ye zindagi hai samjhe na koi
ye zindagi hai kaisi paheli
Golden days are back again. After a long dry period, when Lucky Ali, Silk
Route and Euphoria made us love albums, I guess Local Train has the same
potential.
Great work.