dekhta hai kya tu band aankho se dil ki
tujhe kya pata ki paise ke yar
yaha sabhi par sabhi
jal jayega tutega tera dil yaha par tu
samjha nahi ki bikta hai
sara pyar yaha par sahi
ye jindagi hai samjhe na koi
ye jindagi hai samjhe na koi
ye jindagi hai kaisi paheli
dhundhta hai kya is berang
duniya mein rango har chehra yaha
hai dhokha fir se purana wahi
jo hai tera kal hai
kisi aur ka bhi ye tu samjha nahi
ki bikta hai sara pyar yaha par sahi
ye jindagi hai samjhe na koi
ye jindagi hai samjhe na koi
ye jindagi hai kaisi paheli
kaisi deewano ki bhid hai
sab ke sab dil ke fakir
paise ke pir yaha par sab
tu kya na samjha kabhi
dil ke fakir hai
sale dil ke fakir yaha par
paiso ke pir
tu kya na samjha kabhi ye yaha
ye jindagi hai samjhe na koi
ye jindagi hai samjhe na koi
ye jindagi hai kaisi paheli