Video of this song from youtube
Lyrics of Yu Hi Ulfat Ke Maro Par Ye Duniya Julm Karti Hai - यूँ ही उल्फत के मारों पर ये दुनिया ज़ुल्म करती है
bata dil ke kafas me jawani ghut ke marti hai
yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai
yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai
jara si jaan hai lekin yaha katil hazaro hai
yaha katil hazaro hai jara si jaan hai lekin
yaha katil hazaro hai yaha katil hazaro hai
koi bedard kya jane ke hampar kya gujarti hai
yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai

mohabbat me musibat hai ke kudrat ki hakikat hai
ye kudrat ki hakikat hai
mohabbat me musibat hai ke kudrat ki hakikat hai
ye kudrat ki hakikat hai
jaha pani barasta hai vaha bijli si girti hai
yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai

ari pathar ki diwaro mere ashko se mat khelo
mere ashko se mat khelo palak bhi dubh jata hai
ghata jab aake girti hai
yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai

bada jalim jamana hai sata le jitna jee chahe
sata le jitna jee chahe bada jalim jamana hai
sata le jitna jee chahe sata le jitna jee chahe
kisi ki kuch nahi chalti ke jab kismat badalti hai
yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai
ye duniya julm karti hai ye duniya julm karti hai
ye duniya julm karti hai
lyrics of song Yu Hi Ulfat Ke Maro Par Ye Duniya Julm Karti Hai
Comments on song "Yu Hi Ulfat Ke Maro Par Ye Duniya Julm Karti Hai"
lovehumanity on Monday, November 26, 2007
For God Sake change Khafas to Qafas. Theres no word as Khafas in urdu as
well as hindi. Qafas means Pinjra .. Qaidkhana.
Abdul Alim on Saturday, April 19, 2008
Muhabbat men musebat ha yeh qudrat k hqeqat ha,jahan pani barasta ha wahan
bijli bhe girte ha.Bare pathr k dewaro mera ashqon sa mut khelo,Falaq bhe
doob jata ha ghata jb aa k girte ha.
khazanchi on Sunday, March 29, 2009
Nice but if you would change the title,it would sound logical.Lovehumanity
rightly says that real word is Qafas.
deep388 on Friday, September 07, 2007
Meena looks goregous...anyone see her resemblance to Madhubala in this one?
Abdul Alim on Saturday, April 19, 2008
Awsome really the best one.I use to hear this song many times a day.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aladdin Aur Jadui Chirag (1952)
Mahipal, Meena Kumari, B M Vyas, S N Tripathi, W M Khan, Jillo, Babu Raje, Raja Sandow, Vasantrao Pahelwan, AzimShamshad Begum, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Chitragupta, Lata Mangeshkar, Manna DeyAnjum, Ramesh, Azar, Shyam, Chandra P, Naqsh LyallpuriS N Tripathi, ChitraguptaHomi WadiaHomi WadiaAladdin Aur Jadui Chirag at IMDB      Aladdin Aur Jadui Chirag at WikipediaAladdin Aur Jadui Chirag at YouTube     |    Aladdin Aur Jadui Chirag at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type