jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya
itne hi jhatke me
tera dil yu hai chakraya
asli ada ko maine rakha hai chhupa
dekha hai tune bas, jitna hai maine dikhlaya
aisa bhi kaafi hai, jo tujhko na pata
batlaau phir kya, samjhaau phir kya
hai tujhme dum to, dikhlaau phir kya
aisa bhi kaafi hai, jo tujhko na pata
aaha jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya
jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya
chote se ped se hi, tere dil ko dhadkaya
kholu jo honth to, phir hoga tera kya
ankhiyo ke jewar se, tujhko humne chamkaya
asli khazane ka kisi ko na pata
batlaau phir kya, samjhaau phir kya
hai tujhme dum to, dikhlaau phir kya
aisa bhi kaafi hai, jo tujhko na pata
ha jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya
jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya
jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya
jaalim hai nakhre tere
ankhiyo se maare hai piya
kaatil adaye teri
tujhpe fida hai ye jiya