zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
kisi ko bhi daga doge, meri yaad aayegi
zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
kisi ko bhi daga doge, meri yaad aayegi
zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
khichoge ret par meri, tasveer baar baar
khichoge ret par meri, tasveer baar baar
khichoge ret par meri, tasveer baar baar
phir usko mitaoge, meri yaad aayegi
phir usko mitaoge, meri yaad aayegi
kisi ko bhi daga doge, meri yaad aayegi
zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
dariya ke bahte paani, me parchhai dekh kar
dariya ke bahte paani, me parchhai dekh kar
dariya ke bahte paani, me parchhai dekh kar
zulfo ko sanwaroge, meri yaad aayegi
zulfo ko sanwaroge, meri yaad aayegi
kisi ko bhi daga doge, meri yaad aayegi
zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
bechain ho ke yaadon, se meri kabhi kabhi
bechain ho ke yaadon, se meri kabhi kabhi
bechain ho ke yaadon, se meri kabhi kabhi
chahoge na bhuloge, meri yaad aayegi
chahoge na bhuloge, meri yaad aayegi
kisi ko bhi daga doge, meri yaad aayegi
zakhmo ko hawa doge, meri yaad aayegi
waah Chandan Das ji Kya baat hai aapki..Ghazal ke aap Behad Achhe Artist
hain..even mai to ye kehta hu ke India me shayad aapse koi achha ghazal
gaane waala shayad hi ho...Salaam apko..aur Allah Apko Salamat Rakhe..bahut
khoob..aapki aawaz mera dil chho leti hai.