e zara bach ke
mai to churiyo ki dhar par karti hu pyar
mai to churiyo ki dhar par karti hu pyar
meri nazre hai teekhi meri palke kataar
jara soch ke jara soch ke samjhe ke hona taiyar
karne ko pyar
mai hu solo ka aashiq toofano ka yar
mai hu solo ka aashiq toofano ka yar
mujhe phulo se nafrat hai kanto se pyar
tu bhi soch ke tu bhi soch ke samjhe ke hona taiyar
karne ko pyar
ye magroor jawani meri jidher bhi nazar uthye
ye magroor jawani meri jidher bhi nazar uthye
purja purja kar de jo mujhse takraye
mera husan jawan jaise khichi ho kaman
jaise lutta jahan jaise uthta toofan
jara soch ke jara soch ke samjh ke hona taiyar
karne ko pyar
mai hu solo ka aashiq toofano ka yar
mai hu solo ka aashiq toofano ka yar
mujhe phulo se nafrat hai kanto se pyar
tu bhi soch ke tu bhi soch ke samjhe ke hona taiyar
karne ko pyar
machal raha hai in aankho me tera husan shabab
machal raha hai in aankho me tera husan shabab
tu khae de to pee jaau ye jawani ka fitoor
ye jawani ka fitoor tera thod ke ghuroor
kar dunga chur chur tujhe paauga jaroor
tu bhi soch ke tu bhi soch kesamjh ke hona taiyar
karne ko pyar
mai to churiyo ki dhar par karti hu pyar
meri nazre hai teekhi meri palke kataar
jara soch ke jara soch ke samjhe ke hona taiyar
karne ko pyar